Aaj Kal har koi khud ko famous karna chahta he internet par ya paise kamana chahta he internet se.
Paise Kamane ka sbse accha tarika he khud ki website ya Blogging.
Website ke fayde :
- Pura System Humare Control Hota He.
- Hum Users Ko acchi Services De sakte he.
- 1 se jyada Domain Park Kar Sakte he.
- FTP ke jariye kahi se bhi website Operate kar sakte he.
Steps
- Sabse Pehle Apni Website Ki script Taiyaar Kare ki aap website par kya functions rakhna chahte ho.
- Freehosting par account bnana. (2freehosting sabse behtar he mere sujaaw se).
- Freehosting site me website ke liye register karo cPanel me jaake.
- Website ke admin panel me jaake import website se apni website upload kare.
0 comments:
Post a Comment